

































Dooba main tujhme to kinara mill gaya. Saanson ko jeene ka ishara mil gaya. Zindagi ka pata dobara mil gaya. Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya. Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya. Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada. Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada. Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka.






















